VERY VERY FUNNY URDU JOKES - BABY

Talaaq k muqaddimay mein aik khoobsurat aurat ne judge ko bataya: "Ham donon shaadi k baad aik saal tak be hadd khush-o-khurram zindagi basar kartay rahay magar phir babay k aanay baad hamari azdawaji zindagi talkh se talkh tar hoti gaee."
.
.
.
Judge ne poocha: "Baby? Larka hai ya larki?"
.
.
.
Aurat ne jawab diya: "Larki aur woh bhi 18 saal ki naujawan larki... Kuch haftay pehlay hamaray parros k aik makan mein aa kar rehnay lagi hai."